Legal Question in Family Law in India

Sir mera six months baad mutual understanding se divorce hone vala he Nov me,teen children ki custudy mere pass h, husband ne sirf mere hi paiso se bana house mujhe gift deed me diya, us house PR bhi husband ka liya hua loan mujhe pay krna hoga, uske alava unhone ak paisa hme Ni diya.... Unke pass grand father ki bahut jamin jaydad he... Bo khud bhi 150000 rs monthly kama rahe he.... Mere bachche Abhi minor h aur pad rahe he.. Kya Patrick property me unka bhi adhikar he... Bachcho ki palan poshan Ke liye unke kya right he.... Me kuch Ni karti hu... Ham kya kar sakte h plzzzz bataiye


Asked on 5/18/15, 2:46 am

1 Answer from Attorneys

Dear client aap husband ki property main bachoo ke naam par share mang sakati hai. Aap husband se aap ke liye aur bachoo ke liye monthly maintenance mang sakati hai. For any legal help call me on 9422611385 or 8446247807

Adv prasad patil

Read more
Answered on 5/18/15, 3:13 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India