Legal Question in Real Estate Law in India

sir, mere dada sasur ke property mein three bhai hai aur unme se do ke hi bache hai teesre ke bache nahi hai. Per unone dada ke sarri property appne hath mein le rakhi hai. Ek bhai ke death ho chuki hai, unke teen ladke hai aur dusre ke ek hai. Kiya app bata sakte hai ke hum appne property kaise le kiyoki humare pita ke to death ho gai hai aur chacha property dekhne bhi nahi dete hai. Please help me.


Asked on 6/05/15, 1:07 am

1 Answer from Attorneys

bharat pittalia bharat pittalia

Hi,

agar aapke dada ki property he to tino bhaio ka hakka lagata he as per legal heir. agar tumhare dadaji ne koi WILL, Agreement, Dastaveg etc... nahi kiya he aur unki death ho gai he to as per legal heir unke sabhi varasdaro ka hakka aur hissa es property me lagata he.

property ki details nikal ke sabka nam add karvado.

Agar jisaki death ho gai he uske ladake and ladakio ka naam dakhil karvado.

Read more
Answered on 6/11/15, 11:56 pm


Related Questions & Answers

More Real Estate and Real Property questions and answers in India