Legal Question in Civil Litigation in India

Mere dwara may2009 me apne papa ke treatment ke liye final bill payment me apna cheque hospital ko diya jo ki bounce ho gaya aur hospital ne march 2010 me 420,406 ke tahat mukadma kr diya jisme 10 days ke baad jamanat mil gayi hmne (same day ) march2010 me hospital ko direct payment kar di aur hospital ke manager ne hame nodues ka certificate de diya. Jiske base par hame jamanat mil gai .

Ab lagatar 1 year se dates lag rahi hai.but hospital manager ke job chore ke chale jane ke karan (jo ki gwah tha) ab kya ho sakta hai

Judge ne purani date par court saman hamare hath me direct de diya tha jese lekar hum hospital gaye the tab hame gwah ke chode jane ka pata chala

Solution batai

thanks


Asked on 4/18/11, 10:44 am

1 Answer from Attorneys

KarVai Legal Solutions Rajiv Gupta 9811284735 Ch.No: 359, Western Wing, Tis Hazari, Delhi www.karvai.in

gawah ka address lekar wo summon unhe de dijiye unko fir gawahi ke liye ana hoga

agar wo fir bhi na aye toh apne vakil se baat karke unke khilaf warrant niklwa le aur unke address par bhijwa de

Read more
Answered on 5/07/11, 2:40 am


Related Questions & Answers

More General Civil Litigation questions and answers in India