Legal Question in Administrative Law in Pakistan
Mai india mae paida hwe aur meri family bhi india mai hai sari.. meri shadi pakistan mae hogae aur shadi ko 25 saal hogae hain meri. mery papa aur ammi ki death hogae hai .papa ki death 1 week pehly hwe hai. unho nay apni wasiyat mai sabka hissa (share) mention kardia hai wazeh alfaaz mai. usmy mera bhi hissa likha hai .. aik makaan hai mery papa ka usmy mera hissa bhi likha hai unho ny.
sawaal yeh hai kay koe aesa qanoon (law) hai kay mai ab aik pakistani hun to mera share mjhy melayga ya nhi us property mai say jo india mai mery papa ki hai jismy unho ny mera bhi hissa rakha hai. please koe bhi aesa qanoon hai to mujhy bata di jjeayh kay mera hissa mjhy mil sakta hai ya nhi.
thanku
2 Answers from Attorneys
Aoa,
Apko apka hissa milay ga.. Agar behan bhai detay hein tou ap India ja k razamandi sy lay lein warna apko case India mei krna paray ga.. Apko jaidad own krny sy koi kanoon nai rokta or ap pedaishi Indian National hein isliyay ap wahan ki nationality b rakh sakti hein.. India ki nationality na b ho tou b ap apni jaidad ki waris hein as foreign national.. [email protected]
Regards,
www.internationalattorney.info
+92-333-5339880
Related Questions & Answers
-
Sir i m a staff nurse in a hospital and a permanent employe... I want to that is... Asked 9/23/18, 2:51 am in Pakistan Administrative Law
-
Sir, aap kici question ka jawab b daitain hain yaa phir client garny k lie documents... Asked 8/22/18, 10:17 pm in Pakistan Administrative Law
-
Assalamualaikum...sir my father passed away 2 years ago.we are six brother and... Asked 8/11/18, 4:38 am in Pakistan Administrative Law
-
Aoa mera sawal hai main apni biwi say buhat tang aa chuka hon shadi ko 2.5 year ho... Asked 7/13/18, 7:44 am in Pakistan Administrative Law