Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan
Assalamu-alaikum
Sir Meri Wife khud ghr chor kr chali gai h or mere betay ko bhi sath ly k gai hai mein n bht rabtey kiye h but wo koi response nh de rhi wo divorce chah rhi h , kui k humari marriage watta satta thi woha meri sis k ghr Masla huwa uski waja se meri gair mojodgi mein meri wife k brothers aye or esay or mere bete ko apne sath le kr chale gyae keh rhe h k ab hum bat khtam krn ge
esa 3rd time huwa h pehle bhi esay he huwa tha m n court k throw apni family ko ghr laya tha or bete se meeting bhi hoti thi ab compromise ko ek month huwa he tha k achanak ye bat hogai
Plz ab mjhe sirf ye pta krna hai k bacha confirm mjhe after 7 years mil jaye ga ya nh ,mera beta 17 months ka hai abhi or mjhe apna beta lena hai
or dosri bat ye k meri sis ki beti h 12 mothns ki uski custody kb tak rehy ge sis k pas lifetime ya temporary
4 Answers from Attorneys
Bchy abi mothers k pass he rahen gay. For more detail cal me 03110476430
aap apna Beta 7 saal k baad le saktay hain jabke aap ki Behan apni Beti jo 12 month ki hai abi le sakti hai. for more detail you can call me.0306 7861164
Related Questions & Answers
-
Sir zubani aur 2 witness ki mujodgi main tamlik ki gai jaidad per stay kera sakta hon Asked 11/23/16, 9:07 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Sir ager kise wakeel sahib se koi shikatat ho tu koi bhi advocat in ka khilaf case... Asked 11/19/16, 9:16 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Sir main nay ak awret se 9000000 rps main 2 witnes ka samnay es ki shop ka suda ki a... Asked 11/17/16, 8:25 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Any 5 legal questions on street crimes in pakistan. please Asked 11/11/16, 7:08 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Assalam o Alaikum Haq Mehar indat talub(Mo ajjal) jo naqad ada na keya jay us ki fee... Asked 11/04/16, 12:03 am in Pakistan Civil Rights Law