Legal Question in Civil Rights Law in India

Ek hamra purana makaan hai jo ki hum logo ko Hiba se mila hai, hum is makaam main takriban 100 saal se rah rahe hai jiska house tax bhi hum nagar nigam main jama karte hai jo ki hamrae papa ke naam se aata hai.

par kuch logo ne nagar nigam main paisa khila kar apna naam chadhva liya hai jiske karan house tax ki ricipt se hamare paapa ka naam kat gaya hai..

hamare paas pichle 60 saal ki house tax ke ricipt hai,

makaan ki registry kisi ke naam se nahi hui hai na hi iska koi likhit kagaj hai.

Please help, ab hame kya karna chahiye..?


Asked on 2/21/14, 1:15 pm

1 Answer from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

24.02.2014

Dear Sir l Madam,

Aap Tahsildar kay daptar may jaakar nimnalikheet paropchaar kar saktay hai.

Regards.

Read more
Answered on 2/24/14, 9:43 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in India