Legal Question in Civil Rights Law in India

please read it completly.

mein residential area mei rehata ho. aur mein ek jeshth nagarik hu. mera ghar 40 sal purana hai. meri ghra ki sewage facility ke conection bhi purane hai.mera gare private orr legally approved hai .mere ghar ke samne dusari tarafa ek building hai aur bich me common road hai.wo building 2o sal purane hai aur illegal thi abhi 4 mahine pahle hi usaka registration hua hai.aur wo building 5 florrs ke hai. us building ke secratary ne mujhe recently apne society ke tarafe se 2 notice bhaje hai.notice me usne common road ko apne society ke property bataye hai aur mere ghar ke main entrance gates jo uske building ke opposite hai unhe permanently bandh karane ko kaha hai.aur secratary ne mere ghar ki sewage line jo common road ke gutter se connected thi wo jabran 15 din pahle bandh kar de hai.meine nagar palika mei complaint de hai, abtak koi karvai nahi hui.mein kaha complaint karu ke jald se jald karvai ho.kya mein consumer court mein bhi complaint kar sakta hu.


Asked on 9/19/13, 6:49 am

1 Answer from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

19.09.2013

Repeat query ... already answered ... any further reply only on payment.

Read more
Answered on 9/19/13, 8:32 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in India