Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

sallam sir maine aik banday k saath zameen ka sooda kiya tha stamp paper par 10 lak mai ...2/4/2013 ko stamp k front pay maine 4 lak wasool par sign kiya hay magar mojay payment nahi mile sign maine dosti or itbar k khatir kiya ...magar hum ne stamp pay witness nahi dali or na he oath comissioner ka sign kiya ...ab usni meri khilaf civil suit kiya september 2014 choda mai jab origional stamp court mai maine deka tu back side par b 6 lak wasool thay or meri sign thay or aagay b 2 witness or pecchay b 2 witness dali hay...........stamp k pecchay wali words jo likay hay uska vender b inkari hay k maine nahi kiya ...ab maine court me FSL k liye request de magar court ne kharij kar de ab mai kisay meri sign ko proof karo k ye jaali hay maine comessioner ko b request k magar koi b FSL nahi bej raha usko meri sign say check karwani k liye pls toda guide karo mai buhat mashkoor rahonga thx allah hafiz


Asked on 6/02/15, 11:13 pm

1 Answer from Attorneys

Zafar Iqbal Ch.Zafar Iqbal Khan Advocate

Appeal mein Jain or contact me 0333-6681494

Read more
Answered on 6/03/15, 5:11 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan