Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan
Sir meri wife nay mujh se khula liya aur meri bati ko bhi lay liya ab jabkeh bati 20sal ki ho gai hay meray bar bat kehnay k bawajood nah tu es ki shadi ker rehi hay nah mujh se bati milti hay .ab es ki man nay ese apnay se dor 400 km lahor main ak gher rent pr lay kr dya hay jis main bati amali tehti hay .mujha bataya gya k woh hostle main reh kr taleem hasel kr rehi hay .sab jhut kion Keh main nay woh gher trace kr liya hay .es gher main anay walay sab murd nah es ki family se hain nah meri familh se .main es gher main janay se derta hon keh meri wife bati ko meray khilaf koi qanooni kawai kerna per razi kr lay gi .lakin mujhay khudsha hah k meri bati kise ghult rah per chal peray gi .khuda k liya mujhay koi qanooni resta batain takeh main apni izat bhi bacha lon aur apni bati ko bhi.meri wife ese itni azadi serf es liya day rehi hay takeh woh mujh se dor rehay .kion k man ese yeh kehti hay ger bap se sulah kero gi tu woh tuhari azadi selb ker lay ga .main tumhain her trh ki azadi day rehi hon .kia in halat main qanoon bap ki koi madad nahi ker sakta .kia 18sal ka hona per es trha akalay kuch bi kernay main qanoon in hi ki
adad ker sakta hay bas.
3 Answers from Attorneys
Please dear you may contact me at 0306 7861164 because I can't understand your question
Dear ap case kr skty ho and chi ko mil b skty ho court k through. And apny pass b rkh skty ho. Contact me 03110476430
Related Questions & Answers
-
May I please be provided with General Pervez Musharraf's executive order regarding... Asked 3/03/17, 5:15 pm in Pakistan Civil Rights Law
-
Maire student ne maire uper sab k samne hath uthea or buri tarah se mara. Mai hatake... Asked 2/24/17, 2:34 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Sir agr kisi ki bivi ruksati k bad ghr aee hii nhii or kuch sal k bad court me khula... Asked 2/04/17, 11:52 pm in Pakistan Civil Rights Law
-
There is a property consisting of three shops on Hall Road, Lahore. The property has... Asked 2/01/17, 8:29 am in Pakistan Civil Rights Law
-
Heiio plz guide what is the legal value of a barer cheaque marked self presented for... Asked 1/29/17, 9:43 pm in Pakistan Civil Rights Law