Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

Sir, mery 17 say 26 saal ki umar k 5 bachy hain,in main say 4 mujhy ba wajah naa chaqi chhor kar apni maan k sath mery ghar se chaly gay,es waqt wo sub meri jaan k dushman hain. meri serf ek bayti mery sath hay, main apni tmaam property apni bayti k nam hibah karna chahta hoon, eska koi qanooni treeqa kar hay ? aur keya qabaahat hay ? thanks! Syed Ali Hassan


Asked on 5/03/13, 8:06 pm

2 Answers from Attorneys

qanooni tareeqa tu hay k aap us k naam gift kar k us k naam par transfer kar den magar qabahat ye hay k phir aap ki baqi aulad aap k khilaaf cases karen gay aur aap k baad aap ki beti k khilaaf cases karen gay k hum bhi legal heirs hain, so property main hamara bhi share hay. kiun k qanooni tor par bhi aur shari tor par bhi tamam aulad aap ki legal heir hay aur property main hissa dar hay.

For details 0323-5423673 or [email protected]

Read more
Answered on 5/03/13, 8:17 pm

yes u can manage it safely in ur life

0333-5501530

Read more
Answered on 5/04/13, 10:16 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan