Legal Question in DUI Law in India

May be police help me aur missguide me

sir

aaj evenning 9/7/14,9.00 ko me shakarpur ke wine shop se bear ka small bottol le kar pass ke sunsan gali me pee raha tha ki ek admi aa kar mere pass khara ho gaya,aur pucha kha rahte ho to mene Bataya pass me o aur detail puchne laga to mujhe kuch doubt hua, main waha se jane laga to wsi vakth ek police man wha aa gaya,tub mujhe pata chala ki dono pulice hai,aur aur dono milkar mujhe local andaj me eshssas karaya ki me public place me pee kar crime kar rha hu. aur unhone mujhse id ki mang ki,aur mera dl lekar apne pass Rakha,

mene unhe kafi sorry kha but o nahi mane aur mujhe apne saat chalne ko kha,aur mujhe apne saat pass me ek hotel me le gaye wha aur police thi aur kuch log the jo drunk in public place ke liye thain.

wha ja kar main unhe soory kha aur mujhe chorne ko kha to o mujhe batane lage ki public place main drink ek major crime hai,aur jiska Fine 1000-50,000 aur hai.Aur raat bhar jail me rakhne ki baat karne lage jisse main ghabra gaya.

phir unhone mujhe kisi ko apne id ke saat jamanat ke liye bhulane ko kha,to maine apne friend ko call kar bulaya,

to unhone uska id ka xexox kar apne pass rakha aur kisi form pe sign liya,aur mujhse 'arrest memo" pe era naam aur address fill kar sign liye.

but jate wakth unhone mujhe samjhya ki drinking ka case karunga to tumhara carrier kharab ho jayga, aur 1000-50 000 tak fine fill karna padega.

isliye me sadak pe kisi ke saat tu-tu main-main ka case bana deta hu jisme 100 -200 ka fine hoga.aur tum free ho jaoge.

us wakth mujhe wha se jane ki jaldi thi isliye me haa kar chala aaya.

but now ghar ane per i relished main ne sahi kiya,unhone mera drunk test bhi nahi kiya,mere pass koi case no. bhi nahi diya, unho ne kha tha ki wo mujhe phone kar ke bula lenge.

plz advice me what should i have to do now.


Asked on 7/09/14, 5:35 pm

1 Answer from Attorneys

You should hire an advocate or hire my services at there.

Read more
Answered on 7/09/14, 5:51 pm


Related Questions & Answers

More Drunk Driving & DUI Law questions and answers in India