Legal Question in Family Law in Pakistan
AOA. Sir mery parents ny rishty wali khatoon k zima lgaya k mera rishta kra dien unhoun ny apni potti k rishty ki offer ki or hm ny shareef loag kr k kr lia unhoun ny jaib kharch 4000 mahana 3 marla ka ghr aur 10 tola sona likhwaya laikin shadi k foran baad hm ny ghr k ilawa sb dia ghr afford nhi kr skty thy ab aik saal pehly meri baiti paida hui to wo apny parents k pass chli gai bghair kisi wja K aur case kr dia ghr abhi ly k do aur ye k hm ny usky jahaiz py qbza kia hua hy aur mery sb ghr waloun ko us mein galian di hui hein mein ny zun shoi ka case kia k aap ghr a jao mgar na wo ghr ai aur na hi court mein ab tk. ab jb case ka faisla hony wala tha to us ny jwab dawa dia jis mein phr ilzam trashian hein aur bury alfaz hein, please mujhy guide krien k kia kroun? out of court wo msg bhi bhaijti hy k apny parents ki sari property mery naam krao aur unko chor do hmaisha k liy wrna tumhien aur tumhary ghr waloun ko bdnaam kroun gi. mein apny parents ka aklota baita houn.
jamil khan