Legal Question in Family Law in Pakistan
Assalam o Alaikum,
Mn aap se aik question pochna chahta hoon k agar aik shakhs ny apni wife ko ye keh kar talaq de di k "meri taraf se tujhy 2 saal baad talaq hy" to iss talaq ki kia haqeeqat ho gi? kia 2 saal baad wife ko automatic talaq ho jay gi ya nahi? mazeed ye k 2 saal tak wo wife hsuband k sath reh sakti hy ya apne parents k ghar rahe gi?
aur union council mn document kab bheeje jain gy? 2 saal baad?
Asked on 1/13/16, 11:36 pm
2 Answers from Attorneys
Salman Khan
International Lawyer
agar iss arsy mei ruju hojaye tou talaq nai hogi.. lekin talak ka mazak nai hota .. aisay alfaz kehnay nay chahye.. contact [email protected] for more..
Regards,
www.internationallawyer.info
Answered on 1/16/16, 7:47 am