Legal Question in Family Law in Pakistan
Dear all please answer my question, it's important. Mere 2 bache hai 5 and 7 years. mere divorce ho gaye hai. During my divorce case, me amd my ex husband agree that he will give me cash around 10 lac and I will provide him child visitation. yeh sub stamp paper per judge ke samne howa tha. laiken woh acha insaan nahi hai aur mein nahi chahti ke woh bacho se mile. mere bache uk citizen bhi hai baap ke waja se, mere pass nahi hai UK citizenship. ab mein uk jana chati hu bacho ke sath. Tu kia mein ja sakti hu? beghair unke father kii ijazat se. kia UK mein mere liye problem ho gii ke mein bacho ko pakistan mein unke baap se nahi milwaya? jabke humara agreement bhi howa tha ke milwao gee? aur agar woh phir court mein case ker ke bacho kii custody kii, kia mein iss duran bhi jaa sakti hu? kion ke airport per tu woh check nahi karte ke kia baap kii ijazat hai ya nahi bacho ko le jani kii. Please mujhe reply kare.
4 Answers from Attorneys
bcho sy milna bap ka haq hay and ap us sy rok nae skte. agr bap case kr dy to pher ap nae ly k ja skte abroad.
yes problem ho ge agr yahn sy court sy asa case ho jay to. jab custody case ho jay. and during custody ap ja skte hay mgr bcho ko nae ly ja skty.
for more detail email us [email protected] or call us 03110476430
dear you need first guardain certificate and then permission pf court to take the minors out of country.
03359910910
Kindly share decision of Judge at [email protected] ..
Regards,
www.internationallawyer.info
+92-333-5339880