Legal Question in Family Law in India
husband ki salary 35000 hai. vo divorce lena chahta hai. ailmony nahi dena chahta. husband ki mother keh rahi hai mai apne bete ko bedakhal kar dungi.
1) kya iska ailmony dene me fark padega?
2) agar mother bedakhal karegi apne bete ko aur wife us bete ke saath rehne ko ready ho jaaye to kya hoga?
3) kya crpc 125 pe iska fark padega?
4) bedakhal karne ke kya fayda aur nuksaan hai shadi ko ek saal hua hai aur wife koi property nahi maang rahi?
Asked on 7/24/16, 3:29 am