Legal Question in Family Law in India
mene apne pati wa unke gharwalon k khiaf mukadma kiya hai.dhara 498A,506,502,406,420,494ipc,3/4DP ke taht mukadma darj hua hai.
me janna chahti hun ke mere pati ki jamant asani se ho sakti hai?
jamant par chalte mera dewar sarkari noukri kar sakta hai.abhi uski job lagi nahi hai.but bank me job lagne wali hai?
jamant pr chalte meri nanad shadi kar sakti hai ?
Asked on 4/14/14, 10:19 am
1 Answer from Attorneys
Dear client aap ke pati ko jammant aasani se nahi milegi. Jammant milne par aapka devar job kar sakata hai aur aap ki nand shadi kar sakati hai. Aur kisi jankari ke liye call me on 9422611385
Adv prasad patil
Answered on 4/14/14, 10:52 am