Legal Question in Family Law in Pakistan

Mere bhai ki death ho ghai or un ki wibi se mera nikah kar dia gya. un ka aik beta b hai. or ab meri aik beti. lekin ab meri wife ne talak ka case kia hai. bete k mustakbil ki khater maine us se shadi ki.lekin ab phir wahi ho gya. ab muje janana hai k ab bete or beti kis k pass rahe gha. beta 7 saal ka hai or beti 3 saal ki


Asked on 6/07/16, 2:38 pm

2 Answers from Attorneys

bachon ki custody k liay court welfare of minor ko dekhti hay aur WO evidence k baad establish ho GI. so call and discuss in detail

0321-5535469

Read more
Answered on 6/07/16, 8:20 pm
Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

ye jab shahadat main sabit karain gay tao decide hu ga k bachay kis k pass reh saktay hain.

[email protected]

0333-5492377

Read more
Answered on 6/10/16, 11:47 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in Pakistan