Legal Question in Family Law in India
Meri behen ke shohar off ho chuke hai wo jis Ghar mein rehte hain wo ghar maa ke naam par hai lakin registration nahi hua hain unki maa property main unhe hissa nahi dena chahti hai toh ab meri behen kaise uu ghar ko apne naam par kawa sakti hai
Asked on 9/21/21, 8:20 pm
2 Answers from Attorneys
Dear client yr sister can file suit for partition in civil court. For any legal help call me
Adv Prasad Patil
8261876085
Answered on 9/26/21, 4:49 am
Rajiv Chandhok Ph: +919810050896
https://www.linkedin.com/in/rajiv-chandok-0827b733/
Agar Ghar unki MA ne khud khareeda hai to kuch chance nahi hai par muawza mil sakta ha. Agar unki ma ko jayedad bator apne shohar se mili hai ya apne sasural walo se ya apne ma baap se to aapki behen ka hissa banta hai. Phir aap partition karwa sakte hai.
Answered on 9/29/21, 8:12 am
Related Questions & Answers
-
Is 498a is non bailable Asked 7/29/21, 4:59 am in India Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption