Legal Question in Family Law in India
Meri shadi 2001 me hui, main 9 years mere husband ke sath rahi. I have a one son his age is 9 year. and ab main 4 sal se alag rehte he. because he is a drunker and dubty person . O muje marta bhi tha. so we are sepreted. maine domestic voilet ka case fill kiya . and us case me court ne husband ko muje har mahina 4 thousand for my expenses dene ko kaha he. But usene aj tak koi bhi paise nahi diye he. Recoverykarne ke liye advocate aur paise mangate he. And ab main advocate ko aur paise nahi de sakti because main ek temporarty chhotisi job karti hu. But ab muje agar usse devorce leke dusri shadi karni he par o log bete ko bhi nahi kuch dena chahte.Muje bete ko bhi uska haq dena he. Mere husband ka Photo studio ho
1 Answer from Attorneys
aap district legal authority se muft main kanooni salah paa sakti hai uske liye aapko ek arzi deni padegi aur dls se har zille ke court main hote hai.