Legal Question in Family Law in India
nahi karti thi..main do teen baar sasural gaya to wo na to mujhse baat karti thi aur nahi mujhe kuchh k liye puchhti thi ye sari baat maine apne family walon ko bataya to mere papa ne uske papa ko sari batayi wo bole sab thik ho jayega..phir jab vida karane ka time aaya to wo log bolne lage abhi bimar hsi thik hogi to jayegi..is tarah do din char karte karte aaj ek sal hone wala hai lekin wo log vida nahi karte hai..nahi meri wife mera call received karti
.main kya karoon?
Asked on 11/08/14, 8:44 am