Legal Question in Family Law in India

Resoacted sir

me divyadeep khargone (M.P. ) se hu. Sir sadi ke 1 sal bad meri wife ne gharelu hinsa aur dalej ka jhuta aarop lagaya, maintanance 1500 de raha hu. Wife aur meri bacchi ko 2 sal ho gaye hai ghar chode. talak ke liya case lagaya hai.

Mere nam par papa ne 3 acar khet kiya hai, ghar aur baki sab papa me nam par hai.

Agar one time statement hota hai to court ke rule se kitana hona chahiye.

One time sattlement ke bad bhi meri wife aur bachi future me kuch claim kar sakti hai kya.

Talak ke document me kya (important points) dhayan Rakhu.


Asked on 2/25/18, 8:18 pm

1 Answer from Attorneys

Aap ko talak ke liye petition aach draft karwana chahiye mard ke liye Kanoon ishke liye bahut sahayak nahi hai ishliye accha draft hona jaruri hai aaur ushke sambandhit evidence bhi hona chahiye.

Insh bhi keliye aap mujh se sampark kar sakte hai.

To know in detail may contact getting my information from the site.

Read more
Answered on 3/03/18, 5:42 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India