Legal Question in Family Law in India

Hello sir / madam

Main aapse yah puchna chahta Hum ki mere mum aur Dad donon alag ho gaye hain SO abhi hamare samaj ke log hamen yah kahate Hain ki agar Ham apne maa se milane jaaye to hamen hamare ghar se bedakhal kar diya jaega aur bhi bahut sare dhamKiya diye jaate Hain agar Ham apne Man se Na Mile to Kya Karen aap hi bataiye bacche apne man se nahin milkar aur kis se milenge abhi Ham Kya Karen aap hi bataiye

Please sir / madam Koi solution bataiye Kya Karen Ham bahut pareshan hai Ham apne man se Bina milkar nahin a sakte

abhi ke time per women empowerment chalti hai abhi mahilaon ko sari apne adhikar diye jaaye rahe hain yah adhikar Meri Maa kyon nahin Le sakti agar Ham apne Maa ke pass jaane ka faisla lete Hain to samaj hame jaane nahin dete please sir

Koi solution bataiye Ham bahut garib hai hamare pass kisi acche advocate ko dene ke liye paise nahin hai


Asked on 4/11/20, 8:00 am

1 Answer from Attorneys

Rajiv Chandhok Ph: +919810050896 https://www.linkedin.com/in/rajiv-chandok-0827b733/

Dear Querist. I have read your question first time . Prior from today I did not receive any such question .

Tumhe tumhari maa se milene se koi bhi nahi rok sakta. Samaj ka koi right nahi hai tume alag karne ka. Tumhe chahiye. mum aur dad ko aapas mein milwao. ( dispute kya tha alag hone ka un dono ka) Jab bhi tumne apni mother se milne jana ho ya vapas aana ho toh local area ki police ko inform kare. Saat me unhe kahe ki aap ke saath a constable bhejae. Kisi aur taqleef me 100 number dial kar lo.

Yeh tarqeebai abhi Covid LOCKDOWN me ha kare

Read more
Answered on 4/13/20, 1:37 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India