Legal Question in Family Law in India
sir, meri biwi ne mujh par 125 ke tahat family court me maintenance cause dal rakha hai, aur uske liye adaalat kharcha bandhne ko taiyar hai, kintu meri biwi shadi ke pahle se aur aaj tak lagataar paraye purushon ke sharik sampark me rahi hai, mujhe to 99% yakeen hai ki dono bacche bhi mere nahi hai, pls aap mujhe batayen ki mujhe kya krna chahiye
2 Answers from Attorneys
if you have proof then you can seek divorce . Moreover you can file petition before High Court for DNA
Dear client agar aap ke paas uske paraye mard ke sath samband hai to aap use court mai file kare. Agar aap ko shaq hai ki bache aap ke nahi hai to aap court mai dna test ke liye court mai aaply kare. Agar ye chizse court proof hogayi to aap ko maintenance nahi dena padega. For any legal help call me on 9422611385
Adv prasad patil
Pune