Legal Question in Family Law in Pakistan
sir,
meri divorce ho chuki hai.meri 1 saal ki daughter hai.
main apni daughter ko custody main layna chahta hon.kya yeh mumkin hai.
agar mumkin nahi tu daughter kitna arsa apni maa k pas rehay gi law k mutabiq.or dosri baat
meri biwi ko damagi problem hai.kya main court se raju kar sakta hon.k yeh damagi ab normal hai. tu court es baat par action lay gi.
bachi kitna arsa maa k pas reh sakti hai , waqt bata dain?
or biwi ka adalat k zarea damagi test karwa kar bachi ko apni custody main lay sakte hain.?
meri baat Inshallah Haq Par hogi. Jothay par allah ki lanat.
waiting for your reply.
Best Regards
Ali
2 Answers from Attorneys
beti bahigh hony tak
magar wife second marriage karti he to husband ka right he .
even court child welfare to favour karti he .
agar ap k pass evidence he ya court medical kary to beti ap kp mil sakti he.
0335 9910910