Legal Question in Civil Litigation in Pakistan
salam sir.... mera sawal ye hai k ager aik property hai jo k 35 kanal hai jisay shamlat kaha jata aik village may us property ka owner rozgar k silsalay may bahir kam krta ho aur us ki biwi pichay say wo property aik jali stamp paper par ye likhay k may nay is shkhs say kuch paisay liay thay aur may isy is property ka intaqal dyti hn... kia ye possible hai ?mtlb kisi shks ko day skti hai?
aur us shks k khilaf kia krwai ho skti hai.... aur property ka status kia ho ga... who will be the real owner...?
4 Answers from Attorneys
Nae sale kr skte. And us propery ka status yehi ho ga k wo sale nae hue hay. Ap usk khalaf case kr dain for more detail all a. 03110476430
No , she can not . civil and criminal action is possible against her. rest you can discuss over the phone.
0323-4638149
Related Questions & Answers
-
Sir meri wife na mujh se khula liya aur dusri shadi nahi ki lakin recent id card... Asked 3/20/17, 11:23 am in Pakistan General Civil Litigation