Legal Question in Real Estate Law in India
plz help me sir
sir meri problem batane se pehele mai start se puri informetion deta hu aap ko problem ke bare me
mere gaon me u.p raebareli me mere papa ko birth place hai wo aur unke alawa 4 bhai aur 2 behen hai jinme se mere pitaji aur mere bade pitaji expire ho gaye aur sirf 3 chacha hai aur 2 behene jo ki apne apne sasural me rehti hai mere teeno chacha ne mil kar meri badi ma jo ki widhava hai unko gaon se bhaga diya pichale 13 saal se wo apne maike me rehti hai aur jab mere pitaji expire hue the uske turant baad teeno chacha ne mere bhai aur ma ko mar peet kar bhaga diya gaon se ye kehkar ki tum logo ka koi hak nahi hai yaha par mare pitaji aur baki chacha mumbai me hi alag alag rehte the pichale 20 saal se is liye mere pitaji gao jyada tar nahi jate the mere dadaji jo expire ho chuke hai meri birth ke pehele unhone kisi ke naam bhi koi vasiyat nahi banayi thi meri dadi bhi mere teeno chacha ke side se hai mujhe lagta hai ki dadi ne vasiyat teeno chacha ke naam kar di hogi to plz meri help kijiye ki mai kya kar sakta hu apne hak ke liye kya hame kuch bhi hak nahi milega pitaji ka proprty me ? meri dadi ke naam par bhi nahi ki gai hai vasiyat mere dadaji ne to bhi kya dadi jise cahe use property de sakti hai wo property na to mere dadaji ki hai aur na hi meri dadi ki wo pustaini jamin hai hum wha ja bhi nahi sakte apna hak mangne nahi to wo hame jaan se mar denge plz meri help kijiye plz ham bahot taklif me hai
1 Answer from Attorneys
dear client...
Ur matter is very serious and need to be tackel immediately before it gets tooo late.....u need to file P.S immediately for any query in regards mail me at [email protected]
Related Questions & Answers
-
Our building has formed a Co-op Housing Society last year, but so far the... Asked 5/21/13, 2:29 am in India Real Estate and Real Property
-
While booking flat agreement paper(between builder and owner) contains only... Asked 5/21/13, 2:05 am in India Real Estate and Real Property