Legal Question in Disability Law in India
Hello Sir
mera naam Sumit hai. or mene 2012 me ibps clerk post ka exam clear kiya tha. or muje isme 162 marks prapt hue the.and i m orthopadically handicap. ab kafi banks ne job nikali hui hai ibps score card ke aadhar par. and unone cut-off marks de rakha hai. jisme unone sc/bc/ and obc ko cut-off marks me reservation de rakha hai. handicap ko nahi. ab me aapse puchna chahata hu ki kya hme bhi handicap category ke aadhar par cut-off marks par reservation mil sakta hai. pls help me sir.........
my id is [email protected]
09254848205
1 Answer from Attorneys
Dear
Pehle to hame gob related notification hai, use dekhni paregi.Agar usme handicap ke lie koi reservation nahi hai, to musquil hai.Waise jyadatar govt. gob me ye reservation hoti hai. Agar nahi hai to us notification/provision ko hi challenge kiya ja sakta hai.
919555462995
Related Questions & Answers
-
Sir dv ke case me husband and wife dono ko sath me kab bulaya jata hai Asked 1/17/12, 9:01 am in India Disability Discrimination Law (ADA)