Legal Question in Civil Rights Law in India
mere papa ek sastha chalate the uska joint account mere aur pitaji ke naam par tha aur jo ki unka personal nahi tha commitee ka tha wo sports me the isiliye wo unhe mila tha chalane keliye but usse pitaji ke naam se hi sab jaanta hai aur usme ek mandir hai jo mai banwaya hu aur uska bhi joint account hai uss committe me pita ji hony.gl.secretary the aur mai uss me hony.treasure tha but mere pita ji last yr expire hogaye usske baat uss sastha trust ka sara paper mere bade bhai ke paas hai aur wo mujhe dikhana v nahi chahta aur ussko mujh se chinna v chah raha hai usska dusra paper v mai nai nikal pa raha hu kya karu kaise ussko uss se chudau mujhe uska resistacne karna hai kya bina usska paper ka mai kuch karsakta hu mai yaha ke local lawyer se mila but kuch help nahi hua so plz aap mujhe kuch bataiye
1 Answer from Attorneys
contact me on phone or email..
Related Questions & Answers
-
I(32) am the real son of my father. My father (62) is denying having any... Asked 7/18/12, 10:56 pm in India Civil Rights Law
-
Dear Sir I have a Credit card in 2007,due to lost of my job and not working for... Asked 7/18/12, 12:15 am in India Civil Rights Law
-
Dear Sir I have a Credit card in 2007,due to lost of my job and not working for... Asked 7/17/12, 11:46 pm in India Civil Rights Law
-
Sir namaskar,26 feb 2012 ko hue mere ghar kme akar jin logon ne hamla kiya unke... Asked 7/17/12, 6:34 am in India Civil Rights Law
-
One land holder in tamilnadu has gift his land to his sister. He has constructed a... Asked 7/16/12, 3:33 am in India Civil Rights Law