Legal Question in Criminal Law in India

main ek government employee hoon meri wife delhi main ek mnc main job karti hai hum dono saath main nahi rehte meri wife ne kuch din pehle ek false incident banakar (ki maine use uske ghar ke paas ja kar use dhamkaya aur goondo se kidnap karwaane ki dhamki di ) mere ghar apne lawyar ke behalf par ek legal notice bhej diya jiske jawaab main mere pass authentic documentry proof hain aur meri wife ne us false complaint ko base bana kar u/s125 main ja kar court main maintenance ke liye application lagai hai aur court se mujhe ek notice aya hai kya meri wife is tarah se mujhse maintenance lene ki hakdaar hai?

mera apse ye swaal bhi hai ki main apni wife ke khilaf is legal notice jo usne apne lawyar ke behalf par bheja hai uske khilaf main kya legal action le sakta hoon


Asked on 4/10/12, 10:03 am

3 Answers from Attorneys

RAJIV GUPTA (Cell: +91 9811284735) [email protected]

already replied.

Read more
Answered on 4/11/12, 1:42 am

agar aap ne achi tarah se defend kiya to aap apni wife ko sabak bhi sikha sakte hai.

Regards

[email protected]

Read more
Answered on 4/11/12, 1:44 am
Shrichand Nahar S.V.Nahar, Advocate

If your wife is earning sufficiently, then she may not be entitled.

Read more
Answered on 4/15/12, 2:23 am


Related Questions & Answers

More Criminal Law questions and answers in India