Legal Question in Criminal Law in India

main ek government employee hoon meri wife delhi main ek mnc main job karti hai hum dono saath main nahi rehte meri wife ne kuch din pehle ek false incident banakar (ki maine use uske ghar ke paas ja kar use dhamkaya aur goondo se kidnap karwaane ki dhamki di ) mere ghar apne lawyar ke behalf par ek legal notice bhej diya jiske jawaab main mere pass authentic documentry proof hain aur meri wife ne us false complaint ko base bana kar u/s125 main ja kar court main maintenance ke liye application lagai hai aur court se mujhe ek notice aya hai kya meri wife is tarah se mujhse maintenance lene ki hakdaar hai?

aur meri taraf se koi case nahi dala gaya kya court ki taraf se mujhe use litigation charges dene ke liye kaha ja sakta hai?

mera apse ye swaal bhi hai ki main apni wife ke khilaf is legal notice jo usne apne lawyar ke behalf par bheja hai uske khilaf main kya legal action le sakta hoon


Asked on 5/13/12, 10:21 am

2 Answers from Attorneys

aap apne court k kagaj mujhe bhej sakte hai or hum aap ko abhi itna hi keh sakte hai k aap ko maintenance nahi lagega magar aap ko apne sare documents bhi dekhane honge.

aap mujhe is number par ring kar sakte hai.

09814110005

Regards

[email protected]

Read more
Answered on 5/13/12, 10:26 am
Shrichand Nahar S.V.Nahar, Advocate

You may take suitable legal recourse.

Read more
Answered on 7/17/12, 11:18 pm


Related Questions & Answers

More Criminal Law questions and answers in India