Legal Question in Family Law in India
child custody
agar 2 bache ho to ek 2 sal ka or ek 2 mnths ka to bache ko rakhne ki jimedari kise milti hai ma ko ya bap ko. agar dono bache ma rakhna chahe to kya kare?
6 Answers from Attorneys
Re: child custody
Baccho jyadatar maa ko hi milte hai. Baap agar baccho ko apne saath rakhna chahta hai to usko sabit karna hoga ki maa bachon ko sambhal nahi sakti ya fir bacchon ki bhalai maa ke saath nahi hai.
Agar iske sambandhit kaam rahe toh aap phone kar sakte hain.
Re: child custody
dono bacche maa ke paas hi rahenge. koi kanoon maa ko bachon se alag nahi kar sakta. pati maintenance dega maa aur bacchon ki aur pati ko kabhi kabhi bachon se milne ka adhikar hai.
Re: child custody
Ma Ko milege.
Re: child custody
Ma hi ko milti hay. Bap to milnay ka haq hay aur bchay kay liay kay paisay bhi bap day ga.
Re: child custody
itne chote bacche jadatar ma ko he diye jate hai. bap ko unko milneka adhikar rehta hai agar bap dikha sakta hai ke ma ke sath rakhne se bachon ki bhalia nahi hai to hi baap ko bache diye ja sakte hai
Re: child custody
The mother may be entitled to custody of both the children; if she is not earning sufficiently, she may seek maintenance from her husband.