Legal Question in Family Law in India

mere husband ne divorce case file kiya hai maine bhi 498 a file kiya hai coz divorce unhone sirf is wajah se de rahe hai coz vo pune me flat ki demand kar rahe the par jb unhe clear ho gaya ki vo flat nahi le payenge to hindu marriage act 1955 13 (1)(i) divorce file kiya hai usme mediation cell me hame bulaya gaya waha un logo ne bola ki maine ye case divorce case ke baad file kya hai mai uska kya ans karu n mujhe kya bolna chahiye mai divorce nahi chahti kya karu mere next mediation date 20 oct ko hai kya koi aisa rule hai ki mera divorce na ho mujhe koi demand nahi karni hai unse bas itna ki unhe galti ka ehsaas ho vo mujhse bol rahe hai ki tum mujhse alag hokar khush rahogi isliye divorce chahte hai but i think kuch aur problem hai


Asked on 10/08/12, 6:05 am

2 Answers from Attorneys

Sanjay Kalra Sanjay Kalra & Associates

Aap kamaal ki hai . Is it difficult to engage a lawyer ?

Read more
Answered on 10/08/12, 11:27 pm
RAJIV GUPTA (Cell: +91 9811284735) [email protected]

you may visit my website www.karvai.in and read more about matrimonial laws.

Read more
Answered on 10/09/12, 1:03 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India