Legal Question in Family Law in India
My Q. kya hesbend per 2 aleg-aleg wife dwara hidu merrig act ke that 498or 125 ke adhar per 2 no patniya alag alag mukdma chala sekti he kya or nhi to kyo.
Asked on 9/24/10, 4:29 am
1 Answer from Attorneys
Vishwa Arya
Arya & Co.
kyonkee ek husband kee nayay ke antargat kewal ek hee patni ho saktee hai. jo patnee hindu vivah kanoon mein patnee hee nahee hai to woh mukadama bhale hee kare par safal nahee ho sakti
Answered on 9/24/10, 7:02 am