Legal Question in Landlord & Tenant Law in India
legal help
hamara makan ek beja kabja jameen per bani huee hai jo ab abaadi bhumi ghosit ho chuki hai. jameen ka kul rakba 8.5 ekkad hai. jisme se 4 dismil jameen ka patta main apni maa ke naam per banwana chahta hoon, taaki yah jameen mere maa ke naam per patwari records mein darj ho jaaye. ghar main kuch aarthik takleef ke karan hum yah makaan bechna chahte hain. hum schedual tribe main aatain hain. kya patte per prapt bhumi ko bechaa ja saktaa hai. kya is jameen ko apni maa ke naam per chadhane ke liye is jmeen ka rajistry karaana padega. nagar palika main yah makaan mere maa ke naam per darz hai. is makaan ka 10 saal ka house tax aur samekit tax bakaaya hai . patta banwaane ki prakria aur kharch bataane ki kripa Karen. kyaa is makaan ko bechane ke liye patta banwaana ek achchhaa tarika hai . makaan ka bikrinama bana kar becha doon . makaan ko bane 20 saal se jayaada waqt ho chukka hai. makaan ki bikri ke liye koi behter vikalp bataane ki kripa karain. is 8.5 ekkad bhumi abhi bhi sarkari records main simankit nahi hai yaani is jameen per makaan banaaye kisi bhi pariwaar patta nahi banaaya hai. Kya mujhe patta ke liye apply kar deni chahiye. thank you sir
1 Answer from Attorneys
Re: legal help
you need detailed conversation with an advocate, consult some lawyer who is dealing in such cases.
Related Questions & Answers
-
Demand on purchesed land becouse his father didn't signed I had purchesed one akra... Asked 3/24/07, 8:02 am in India Landlord & Tenants
-
Legal help hamara makan ek beja kabja jameen per bani huee hai jo ab abaadi bhumi... Asked 3/23/07, 8:06 am in India Landlord & Tenants
-
Evacuation of possession Can landlord ask to evacuate current possession of the land... Asked 3/23/07, 1:53 am in India Landlord & Tenants
-
Rent case in chandigarh The rent controller,chandigarh passed provisional order on... Asked 3/01/07, 6:40 am in India Landlord & Tenants
-
Landlord and tenant The rent controller,chandigarh passed provisional order on... Asked 3/01/07, 6:39 am in India Landlord & Tenants