Legal Question in Landlord & Tenant Law in India
main bhartiy sena mein subedar ke pad par karyarat hun .1985 mein gram pradhan se 01 viswa jameen 25 rupaya ki parchi katva kr ghar vanvane ke ilye liye thee jispar kee main ne ghar bnva liya hai par abhi tak uah ghar hamare nam par rkba ke sat drj nhen hai.saath hi isi ghar ke samne san 2004 main gram pradhan se 01 visva jamin mandir banvane ke ilye 51 rupye ke parchi katva kar li jispar ke mandir vnva liya hai.par ghar aur mandir mere naam par abhi tak darj nhen huaa hai.mai cahta huan ki ghar evn mandir rkba ke shit mere nam par darj ho jayen.krpaya batayen ke ise kaise apne nam par drj krwa sakta hun aur khan par
Asked on 1/31/12, 6:42 pm
1 Answer from Attorneys
Aniruddha Pawse
Aniruddha.P.Pawse Advocates
aap local Vakil kijeye
Answered on 2/02/12, 1:18 am
Related Questions & Answers
-
I am owner of a plot, my grand father kept a man over there he was not charged for... Asked 1/30/12, 8:00 pm in India Landlord & Tenants
-
I have a 200 sq ft house @ Sakinaka, I want to build to ground + one floor. My... Asked 1/27/12, 2:53 am in India Landlord & Tenants
-
G.m sir mera naam vishwas dutt sharma , mai gujrat k mehsana se aapase jud raha hu... Asked 1/25/12, 9:15 pm in India Landlord & Tenants
-
If tenant living for last 10years contiguously but we are renewing agreement after... Asked 1/24/12, 8:39 am in India Landlord & Tenants
-
If in Mumbai - India , In case of joint name in the agreement of any flat of... Asked 1/22/12, 6:32 am in India Landlord & Tenants