Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

meray shohar ko olad nahi huae ek larki god lee hai baqi meray shohar k 4 bhai aur ek bahn hai kiya is main bhai behnon ka hisa lagta hai ya nahi


Asked on 5/15/12, 8:44 am

2 Answers from Attorneys

ji bulkul un ka hissa hay.. sub se pehle agar koi qarz hay tu wo aada ho ga.. phir aap k shohar kay virsa se aap ko 1/4 hissa milay ga aur agar aap ki saas aur susar zinda hain tu unko 1/6 hissa milay ga each.. baqi ka aap k shohar k bhai aur behn ka hissa hay..

for details contact @ 03215535469

Read more
Answered on 5/15/12, 5:22 pm
Salman Khan International Lawyer

Apka hissa shohar ki jaidad mei 1/8 hai.. adopted child ka kuch nai unless waseeyat ya tuhfay mei kuch mila ho usay.. Baqi sab shohar k maa baap or behan bhaiyon ka hai...

Read more
Answered on 5/16/12, 8:30 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan