Legal Question in Family Law in Pakistan

meri sis ko us ke in laws ne apny pas rok rakha hai ussy marty hain aur zehni azzeat b dety hain aur hm se milny b nai de rahy hm agar jaty hain tu larty hain aur uss ka beta jo abi kuch din ka hai cheenany ka kehty hain k beta hm cheen lein gay aur agar tum ne court k through leny ki koshish ki tu hm keh dein gy k ye le gay aur ab pata nai kahan chorra hai.

kindly suggest me in details what i can do for her


Asked on 12/31/12, 10:05 pm

2 Answers from Attorneys

dar ka elaj to wakel k pass nahe ha. kahne or karne ma bht farq hota ha.

aap fori tor per habeous petition file karan or dono ko adalat k zarye bazyaab karaen. phr gaib karne k sawal he paida nahe hooga.

for more consultation plz contact me at [email protected] or visit www.paklawyer.com

Read more
Answered on 1/01/13, 6:19 am
Salman Khan International Lawyer

usko ghar lay aao or nanu nufqay ka case karo... wo kuch nai bighar sakein gay.. mujhay iss email pe kahani puri sunao.. [email protected]

Regards,

www.thepleaders.com

Read more
Answered on 1/06/13, 11:48 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in Pakistan