Legal Question in Family Law in Pakistan

sir, meine apni wife ko divorce dena chahta hoon jo ke 2 saal se apne gaon mein 2 bachon samet jake beth gayi or 2 bar mein lene gya wo ni ai ab meine advocate ke through divorce deed by consent naam ke paper us ko bheje hai jis mein 3 baar divorce pe mein sign kiye hai 2 witness k samne kya ab meri talaq hogai or meri wife kehti hai k mein tum pe case karoongi jail bhejwaoongi mujhe bataye kya karna chahiye 1 copy union council ko bheji jis mein us ka bhai kaam karta hai us ne wo u.c ko dene ke bajaye phaar diye ab mujhe kya karna chahiye ple mujhe zaroor reply karein


Asked on 1/30/12, 3:22 am

1 Answer from Attorneys

Irfan Haroon Irfan Haroon & Associates

You have done your part of job and now you ask union council to issue certificate of divoce to you.

Read more
Answered on 1/30/12, 10:21 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in Pakistan