Legal Question in Banking Law in India

mene apne ek rishtedar se 10lakh udhar liye the me unko unka pesa bapis kar chuka hu jamanat k tor par jo cheque un k paass the uska galat upyog kar pahla chek 800000 ka lga diya or bouns ho gya jab un ne 800000 ka chek lagaya tab tak me unko 647000 ru de chuka tha us hisab se unko 653000 dena padta un ne chek 800000 ka laga diya or court me ya kaha ki chek mene 800000 ka diya fir us k baad un ne muje apne bakil ka notic diya par mene notic ka jawab nahi diya kyo ki un se baat mo par hui to un ne kaha kuch nahi hoga bade bhai ka dimag garam hai to wo kar rahe hai aap chinta mat karo us k baad mene un k a/c me lag bhag 500000 ru or jma karay fir un ne mera ek chek or 600000 ka lga diya us time muje unka un batay 1300000 me se 1147000 de chuka bache 153000 dusre chek 600000 ka bouns ho gya par us me court ko un ne yahi bataya ki chek mene diya or mene baat ki to blackmail karne lage ki pesa to itna hi lege par me nahi mana or un ne cash kar diya ab court me cash chal rha hai es condition me kya hoga pls mere help kare


Asked on 7/31/15, 11:03 pm

1 Answer from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

01.08.2015

Dear Sir / Madam,

Police action is advisable and recommended.

Regards,

Read more
Answered on 8/01/15, 5:43 am


Related Questions & Answers

More Banking Law questions and answers in India