Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

Question

Foti ki property ki warisiyat

Sir jesa ke ek female ki death ho gayi he or ab us ki 6 acre land zamin he us ka agr foti khata karwaen to us ke legal waris kon honge jesa ke us ka husband zinda he, or us ko koi children bhi nahi hen us ke maa baap ki bh 40 saal pehle death ho gayi thi or us ko bhai behn bhi nahi hen or koi uncle ya causan bhi nahi he yane ke us ke baap se jura hua khooni rishte wala koi nahi he, us ke mamu ki bhi death ho gayi thi kayi saal pehle magar us ke mamu ke bete henĀ” or wo keh rahe hen ke hamen hisa do to sawal ye he ke agar us ka husband zinda he, to wo hi us ka waris hena, mamu ke betu ka kese hisa lage ga, is liye please hamen guide karen or koi legal kaanooni point bataen ke kon us ke legal waris hen us ka husband ya mamu ke bete or kese?


Asked on 12/04/18, 10:29 pm

3 Answers from Attorneys

Sher Baz Ali Sameja, Mughal & Meo-The Law Firm

A mjy kal suba ph krna. 03110476430

Read more
Answered on 12/05/18, 8:37 am
Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

contact at

[email protected]

0333-5492377

Read more
Answered on 12/06/18, 5:18 am
Salman Khan International Lawyer

Husband ko 1/4 milay ga.. Baqi ka khatoon k behan bahion ko jaiga or unky bacho ko agar wo fout hagaye.. [email protected]

Regards,

www.internationalattorney.info

Read more
Answered on 1/11/19, 8:27 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan